Delicious LinkedIn Facebook Twitter RSS Feed

Janmashtami SMS


Pavitra parv aaj ka din hai
Liya janam mahre kisna ne
jake liye sarvatra brahmand prassann hai
Jai kisan jai kisan
Jai gosh se vishva dhanya hai
**********************************
krishna jinka nam,gokul jinka dham,ase SHREE KRRISHN bhagwan ko,
Hum sab ka pranam .JANMAASTMI KI SHUB KAMNAYE. jai shree krrishn


**********************************

Yashoda ka Nandlala Birij ka Ujala hai…
Mere lal se to sara jag zilmilzye….
Happy JANMAASTMI


**********************************

Nand Ghair Aanand Bhayo,
Jai kaniyaa Lal ki,Haathi Ghoda Paalki,
Jai Kaniyaa Lal ki
Happy JANMAASTMI


**********************************

Chandan ki khusbu,Resham ka Haar,
Bhadav ki Shugandh, Barish ki fhuhaar, Dil ki ummide,
Apno ka pyar:- Mangalmay ho aapko Sri Kirshna Janmashtmi ka tyohar.