Delicious LinkedIn Facebook Twitter RSS Feed
Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts

तेरा मेरा करते एक दिन चले जाना है,

तेरा मेरा करते एक दिन चले जाना है,





जो भी कमाया यही रह जाना है !
कर ले कुछ अच्छे कर्म,
साथ यही तेरे जाना है !
रोने से तो आंसू भी पराये हो जाते हैं,
लेकिन मुस्कुराने से…
पराये भी अपने हो जाते हैं !
मुझे वो रिश्ते पसंद है,
जिनमें ” मैं ” नहीं ” हम ” हो !!
इंसानियत दिल में होती है, हैसियत में नही,
उपरवाला कर्म देखता है, वसीयत नही..




Toot Kar Chahane Wala Aaj Bhi Tujhe Utna Hi Chahata Hai


Toot Kar Chahane Wala Aaj Bhi Tujhe Utna Hi Chahata Hai
Toot Kar Chahane Wala Aaj Bhi Tujhe Utna Hi Chahata Hai. . .!!
Yeh Aur Baat Hai Tujhe Ehsaas Naa Kal Tha Naa Aaj Hai. . .!!

Izhaar Kisi Aur Se Kare

Izhaar Kisi Aur Se Kare
Humse Kare Woh Pyar
Izhaar Kisi Aur Se Kare
Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar
Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare

Sameer Jaan (+91-9541477295)

Utha Hua Har Hath Dua Ke Liye Nahi Hota

Utha Hua Har Hath Dua Ke Liye Nahi Hota
Utha Hua Har Hath Dua Ke Liye Nahi Hota,
Jhuka Hua Har Parda Hawa Ke Liye Nahi Hota,
Apni Galtiyon Se Chirag Bhuj Jate Hai Aksar,
Kasoor Hawa Ka Har Baar Nahi Hota.

Hota Kya Aashiq, Kya Aashiqui Hai

Jismon Ke Peeche
Jismon Ke Peeche Bhaage Ho Phirte Utro Kabhi Rooh Mein,
Hota Kya Aashiq, Kya Aashiqui Hai Hogi Khabar Tab Tumhein

Humne Izhar-E-Ishq Kar Diya Mobile Par


Humne Izhar-E-Ishq Kar Diya Mobile Par

Humne Izhar-E-Ishq Kar Diya Mobile Par,
Humne Izhar-E-Ishq Kar Diya Mobile Par,
.
.
.
.
Lakh Rupaye Ki Baat Ek Rupaye Mein Ho Gayi

Ishq Dunia Ka Sab Se Akhiri Aur Khatarnak Nasha Hai

Pyar, Ishq, Mohabbat Dunia Ka Sab Se Akhiri Aur Khatarnak Nasha Hai

Pyar, Ishq, Mohabbat Dunia Ka Sab Se Akhiri Aur Khatarnak Nasha Hai
Agar Tum Kisi Se Pyar Karne Ka Dawa Karte Ho To Use Nibhane Ki Himmat Bhi Rakho

Jitni Mohabbat Mili Baant Di Duniya Walon Ko

Jitni Mohabbat Mili Baant Di Duniya Walon Ko

Jitni Mohabbat Mili Baant Di Duniya Walon Ko
Jab Humne Jholi Phailai Toh 
Bereham Dunia Ne Dard Ke Siva Kuch Na Diya....!!!

Shayad Unki Ada Hai Ye Jo Har Din Hume Tadpate Hain Wo

You can see yourself in my eyes

Shayad Unki Ada Hai Ye Jo Har Din Hume Tadpate Hain Wo
Kabi Kisi To Kabhi Kisi Bahane Se Hume Satate Hain Wo,
Na Jane Kya Milta Hai Unhe Jo Humpe YEh Sitam Dhate Hain Wo
Chain Hi Nahi Milta Unhe Jab Tak Hume Rulate Nahi Hain Wo

Pyar Na Sahi Nafrat To Karte Ho - Sad Love Shayari

Love Hurts..

Pyar Na Sahi  Nafrat To Karte Ho
Hum To Isi Baat Se Khush Hain
Humein Yaad To Karte Ho!!

Ek Nanha Farishta Kal Chupke Se Aake

Ek Nanha Farishta Kal Chupke Se Aake

Ek Nanha Farishta Kal Chupke Se Aake
Kuch Keh Gaya Kaano Mein Mere Gunguna Ke

Kehta Hai Dil Mein Rakhna Main Sach Bolta Hun
Koi Shartiya Inaam Mila Hai Tujhe Us Insaan Ko Paake

Hain Khafa Kal Se Wo Mujhse Jab, Yeh Kaha Maine
Nanha Farishta Bola Galti Thi Jo Teri, Muskurake

Hum Aapki Nazaron Mein Chinti Bhar Nahi Mana
Par Meri Zindagi Bana Di Hai Apne Meri Zindagi Mein Aake

Meri Zindagi Mein AakeAb Kahin Door Na Jana
Ke Reh Na Payenge Kisi Ko Paas Hum Laake

Tera Woh Chup Ke Mujhe Dekhna Dikhana Yaad Hai

Tera Woh Chup Ke Mujhe Dekhna Dikhana Yaad Hai
Tera Woh Chup Ke Mujhe Dekhna Dikhana Yaad Hai
Mujse Baatein Karne Ko Nazdeek Aana Yaad Hai
Meri Baatein Honto Pe Ho Kar Ke Chupana Yaad Hai
Puchne Par Badal Dena Phir Batana Yaad Hai
Mera Naam Likh Ke Uspe Nazrein Jamana Yaad Hai
Meri Nazar Padne Se Pehle Hi Dar Ke Mitana Yaad Hai
Aaj Bhi Bewaja Mujhe Tera Satana Yaad Hai
Mujhe Aate Dekh Tera Palkein Jhukana Yaad Hai
Bhool Na Paye Us Pal Ko Saath Bitana Yaad Hai
Aaj Bhi Teri Meri Dosti Ka Wo Zamana Yaad Hai

Submitted By - Mahi From Kashmir

Zindagi Ki Kitab Ke Kuch Panne Hote Hain

Zindgi Ki Kitab Ke Kuch Panne Hote Hain

Zindagi Ki Kitab Ke Kuch Panne Hote Hain,
Kuch Apne, Kuch Begane Hote Hain.
Pyar Se Savwar Jati Hai Zindgi,
Bas Pyar Se Rishte Nibhane Hote Hain

Super Sms

Bas nazron se dekh liya hota, 

Agar tamanna thi darane ki. 
Hum yunhi behosh ho gaye hote 
kya zarurat thi muskurane ki... :lol: 

---------------------

Maine Kaha Dil-Ruba.. 
Usne kaha Paise Dikha. 
Maine Kaha-Paise Nahi 
Usne kaha Kaise Nahi 
Maine Kaha Mehangayi Hai.. 
Usne Kaha--"Ja Tu mera Bhai Hai"!!

---------------------

Har rat hum tumhe yaad karte kiya hai, 
sitaro me tumhe dekha karte hai, 
lekin hamare khwabo me mat aana tum 
kyuki hum bhoot se dara karte hai

---------------------

Aaj kal tum muskuraati bohot ho 
Mere dil ko bhaati bohot ho 
Dil kehta hai le jaoon tumhain dinner per 
Per suna hai tum khaati bohot ho!

---------------------

shayad mere pyar ko taste 
karna bhool gaye 
dil ko aisa cut kiya 
ke paste karna bhool gaye

---------------------

Chand pe kali ghata to aati to hogi, 
Sitaaron ko muskurahat aati to hogi... 
Tum laakh chupao duniya se magar, 
Akele me tumhe apni shakal 
pe hansi aati to hogi....

---------------------

Jab tum angrai lete ho to 
hamara dum nikal jata hai, 
Ai zaalim, Ai kaatil deodrant 
lagane me tumhara kya jata hai!!

---------------------

Abe hawa ke jhonke.. 
aankh ki batti bhuja.. 
light ka meter band kar.. 
aur ankhon ke parde jhuka.. 
chal so ja..bole to.. GOOD NIGHT

---------------------

Tere pyar ka email mere 
dil ko lubhataa hai 
Par beech main tere baap 
ka virus aa jataa hai!

---------------------

Duniya mai aaye ho tho aisa kam karo kadar dan. 
Duniya mai aaye ho tho aisa kam karo kadar dan.


Ke jis gali se bhi gujro awaz aaye aba jan aba jan...

Hindi Shayari – Dil Ki Baat, Shayari Ke Saath

Aankh aapki bahey to aansu mere ho
saans aapki chaley to dhadkan meri ho
bas zindgi main yehi dil ki tamanna hai
key jab bhi aap ki yaad aaye aap mere saamne ho…

Izhare pyar ka ye andaaz nirala hai
Khamosh hai lab per ikrar piyara hai
Saada hoon sadaakat ka maara hoon
Kaise samju kya tera issara hai
`
Izhare pyar ka ye andaaz nirala hai
Khamosh hai lab per ikrar piyara hai
Nazre hai juke juki per ankhoo may sharart hai
Tare tasveer nahi to kya tare lafzo ka sahara hai.
`
Izhare pyar ka ye andaaz nirala hai
Khamosh hai lab per ikrar piyara hai
Anjan hay safar hamrahi bhi anjan hai
Tare tasveer nahi to kya tare lafzo ka sahara hai.

Ye kaisa rishta hai?


Bhulaye bhi nahi jaate, gale se lagaye bhi nahi jaate
ajnabi nahi hain, phir bhi apne kahlaye nahi jaate
vo dost the humare, pyaar ban gaye,
pyaar se phir dosti par aa gaye
jaane humare beech ye kaisa rishta hai,
bandhan judaye bhi nahi jaate, chudaye bhi nahi jaate

Mushkilein…


Koun Kis Se Qafa Nahi Hota
Koun Kis Se Juda Nahi Hota
Tere Milne Se Mil Gaya Sab Kuch
Warna Kuch Bhi Naa Mila Hota
Humne Samjha Nahi Hai Ghar Ko Ghar
Iss Tarah Ghar Jala Nahi Hota
Tu Ne Samjhi Nahi Meri Qadar
Rah Me Yun Gira Nahi Hota
Tujh Me Ruby Samajhdari Hoti
Yun Mushkiloun Me Ghiri Naa Hoti

Merey dil mein basi…





Mere dil mein basi hararat ho tum,
Meri aankhon ko mili shararat ho tum,
Dekhun tumhein to paalun mein duniya,
Na milo to milne ki baghavat ho tum,
Tumhari khamoshi keh jaati hai kai baatein,
Jise yaad karta hai dil kai raatein,
Tumhare nanhe nanhe se haath aur badi badi baatein,
Yaad reh jaati hein tumse hui sab mulakatein,
Ummeed ho hamari aanewala kal ho tum,
Hamare dilon mein basi mohabbat ho tum…